Tuesday, 16 October 2012

kya hai tera faisla e - khuda

lekh like uski kalam se jo
phir to hota wahi jo usne socha ho..
rabba maana tu sabse bada ..
tera likha koi badal nhi sakta..
par lga le jor ho jitna ..
par mere haathon pe likha mere
dildaar ka naam tu mitaa nhi sakta..

tera chalwa ab or nhi rhega..
ab koi aashiq nhi sahega..
ishq ke smundar me duba duba kar
tu leta jaan aashiqo ki ..
pyase hai bechare par phir b
pee nhi sakte jal ek aanjal bhar bhi

aashiq tha mai aashiq hun mai 
jeena mujhe mar mar ke aata nhi
jinki adhhoori hai prem kahani
 unse mera naata nhi.

kyu tune kiya muje usse alag 
chahat ki kahani me likha kab.
jab hone the juda jo
milata rha har baar usse hi kyu.

ab na sunoo ga mai na rukoo ga.
jo teri marji hai...
aaa tu jara saamne aaa 
jo tune sochi hai vo b dikha ...


written by : k.d

Saturday, 6 October 2012

uski adayein

ek aashiyaan tha uska bhi mere ghr ke saamne ..
sharmake nazre jhuka ke
bin bole keh jaati thi
kab tum aaoge mera hath thaamne ...



mai subah nikalta tha kaam ko..
vo khidki pe chad aati thi...
bahana hota tha uska koi aur..
par mujhse ankh ladati thi..





treef me labz nhi rehte ..
isliye hum uske liye jyada nhi kehte.
vo muskura de  to hum sare dard bula de
vo jis rah se gujarti thi
 wahan rahgiro ki dhadkne thahar jaati thi.

jis shiddat se rab ne usse banaya hoga
hume lagta hai .. bhot pyar hai humse rab ko
kyunki iske liye to har kisi ne uske dar pe dia jalaaya hoga

bas gyi hai vo mere tan-man me
kajaal base hai jaise nayan me .

mehkhana si aankhen uski
bina peeye hi pyar ka jaam peelaye..
hum rehna chahe honsh me .
or vo hume madhonsh kiye jaaye.

written by : k.d


Thursday, 4 October 2012

manzil ka pta

ye jindgi kahan lejaayegi pta nhi.
pooch le manzil ka pta is jindgi se .
kahin hath choot gya to..
musafhir hi bna reh jaayega yahin...

kuch taqdeer se ladte hai..
to kuch taqdeer se darte hai..
tera kya haal hai..
kahan tujhe ye leja ri hai
tujhe ab tak pta nhi

isse pahle mazer dhudla jaaye
aankhon ke saamne se ..
raasta andhere me kho jaaye..
vo dagar pooch le ..
jo manzil tak phunchaye..

jaljale bhot aayenge jindgi me..
abhi shuraat hai ....
jindgi kahan le jaayegi ..
isme bhi ek gehra raaj hai..


ye jindgi kahan lejaayegi pta nhi.
pooch le manzil ka pta is jindgi se .
kahin hath choot gya to..
musafhir hi bna reh jaayega yahin...


written by : k.d

Monday, 1 October 2012

exam of love

exam of love is not a simple thing ...
it can damage the love and living..

though exams are meant to be taken..
no matter whether it is in 
class or it is from the life u live ..
when it come to results your life will be shaken.

you can pass the exam of class..
but the same result in love won't last..

things changes with the time..
life run's with the hands of clock.
you can run faster 
but you can't ask it to get slow..

people test their love..
but nobody can pass every time.
if other will keep chasing with an overcoat and glove..

its a simple feeling .. which leads you 
from ordinary world to heaven..
some get's it from the first one..
unlucky may not get it even from the eleven...

exam of love is not a simple thing..
it can damage the love and living .. 



written by : k.d 

Kya Pta Tha

Kya pta tha tumhare humare Bech ka fasila kuch khagaj k tukde kr jayege... Tum aaj iss kagaj k tukde se Amir ho jaoge aur hum tumhe Kho ...