Tere mere darmiyan..
Ek kaynat ne jagah bna li hai..
Saat samandar ki Duriyan
bhi kam thi shayd.
Jo aasma ne bhi
Beech me jagah ban li hai
Tu rehe uchalti lehro pe.
Mai girta rhunga sawaan ki boondo me.
Milna ho har barsaat me.
Tadape kaynat sari..
Us milan ki teri meri raat pe
Teri aankho k jal me
magan ho jana Ek mohhobat ki
machali ban Mujhe
tere dil me doob jana.
Gehraio na ho kam Darmiyan
ho chahe sau aasm
a or ya aankhen num
tu fiza banke behti reh ..
mai tera zarra banke mehkta rhungaa
tu apne dil me aasiyanaa de
mai tere hi kreeb chehkta rhunga ..
written by : kamal deshwal
Friday, 20 September 2013
Saturday, 14 September 2013
TERI NAZAR KA DEWAANA
Nazane kyu.Teri in nazro ne
mujhe deewana bnaya
sooraj se chand tak
din bhar isme dhundta
rehta apni chaya
Choti hai dikhne me par...
badi hai inme chipi madhonsh kaaya...
vo ek lehar hai bebak chalti...
Tere dil se kabhi mere dil se nikalti...
Bina aawaz ke bhi bhot kuch keh jaati..
Jise dekhe ek baar adda banke...
Sabko deewana bnati...
Tu dhadkane dhadka kabhi kamal naam se..
Raah teri or meri hai alag dikhne me...
Tu 2 kadam tu chal to sahi kamal naam se..
Meri raah bhi teri manzil ko mud jaayegi shaan se..
written by : kamal deshwal
Subscribe to:
Posts (Atom)
Kya Pta Tha
Kya pta tha tumhare humare Bech ka fasila kuch khagaj k tukde kr jayege... Tum aaj iss kagaj k tukde se Amir ho jaoge aur hum tumhe Kho ...
-
How to survive under nuclear attack( please read the below lines and share it widely to minimise the losses in case the war actuly starts...
-
ye jindgi kahan lejaayegi pta nhi. pooch le manzil ka pta is jindgi se . kahin hath choot gya to.. musafhir hi bna reh jaayega yahin... ...