aaj mujhe manzilo ki talash nhi..
chanhe dhundla jaaye jeeven saara ..
ab hume taqdeer se aas nhi..
man mauji ho chala hun mai ab
ab ab haar kya hoti hai ye ehsaas nhi
bin maajhi ki kishti hun mai..
apni dhun me swaar hathi hun mai..
na mujhe parwah hai duniya ki .
ab to bas behte tufano ka sathi hun mai...
subah ki dhoop hun .
rang hun roop hun...
rukta na bas chlta hun...
haseen duniya ko dekha machalta hun..
apne marji ka maalik asia manmauzi hun
dagar apni mai khud chunta ..
apni raah ka khoji hun ..
andhero ko lagta mujhse darr..
meri raah ka mai ravi b khud..
jahan mai jaaoun roshni
ki kiren rhe mujhpar..
written by : k.d
chanhe dhundla jaaye jeeven saara ..
ab hume taqdeer se aas nhi..
man mauji ho chala hun mai ab
ab ab haar kya hoti hai ye ehsaas nhi
bin maajhi ki kishti hun mai..
apni dhun me swaar hathi hun mai..
na mujhe parwah hai duniya ki .
ab to bas behte tufano ka sathi hun mai...
subah ki dhoop hun .
rang hun roop hun...
rukta na bas chlta hun...
haseen duniya ko dekha machalta hun..
apne marji ka maalik asia manmauzi hun
dagar apni mai khud chunta ..
apni raah ka khoji hun ..
andhero ko lagta mujhse darr..
meri raah ka mai ravi b khud..
jahan mai jaaoun roshni
ki kiren rhe mujhpar..
written by : k.d
No comments:
Post a Comment