jo khuda b na jhuka saka..
tere isq me mar mite aise ..
jo koi or chehra na kar saka
ruksat kiya har gum ko us chorahe se .
jahan se tere ghr ki raah nikalti thi
bhool aaye har gile shikwe wahan ..
jahan tere kadmo ki mitti thi
gale lga leta hun us ore se aati un hwao ko bhi ..
jo tujhe choo k nikalti thi.
teri treef me kehne ko kuch hai ..
par tu kehne b nhi deti..
meri nazar se tum subah ki doop ho .
to kabhi aasma ka roop ho..
chaav ho dopahar ki..
sukhe me ghta ka swaroop ho.
tujhme shararat bhi hai
tujhe leke bani kahawat b hai
tere rang roop ko mai kya naam dun
lage jaise dhalte din ko ek nyi shyam dun.
tu khud me ek noor hai trasha hua khuda ka
tera koi nhi saani jag me ye labz teri treef me aise ..
jaise sagar ko paani ki 2 boond dun..
written by : kamal deshwal
teri treef me kehne ko kuch hai ..
par tu kehne b nhi deti..
meri nazar se tum subah ki doop ho .
to kabhi aasma ka roop ho..
chaav ho dopahar ki..
sukhe me ghta ka swaroop ho.
tujhme shararat bhi hai
tujhe leke bani kahawat b hai
tere rang roop ko mai kya naam dun
lage jaise dhalte din ko ek nyi shyam dun.
tu khud me ek noor hai trasha hua khuda ka
tera koi nhi saani jag me ye labz teri treef me aise ..
jaise sagar ko paani ki 2 boond dun..
written by : kamal deshwal
No comments:
Post a Comment