mai toot gya hun e- jindgi
mujhe le chal sang tere ..
ab jeene ki chahat nhi hai ..
har sapne ne sath chod diya hai mere.
mai kab tak patjhad k sukhe patto sa
jeeta rhunga
jo sadko pe bina manzil k udte phire
mai toot gya hun e gam
mujhe le chal khusiyon se pare ..
mujhe le chal ab sang tere ..
meri maayusi ka pahra na
meri taqdeer ka sath chodta ..
jo maine na chaha kyu khuda
use leke mere peeche daudta(run).
mere nayan tras gye hai
us din ko jab do pal ka ho chain
jab na ho tanhaiyaan
bas sukh k ho rain (nights ) ..
benaqab hogya har chehra yahan
maine bhot samjhaya is dil ko
kada rakhna pahra yahan..
par na isne dhyan rakha
kho baitha us manzar me
jahan se koi na laut k aaska
ab phirta hai aankhein num
na kadmo me jameen hai
na hai sir pe neela aasma..
mai toot gya e jindgi
to le chala chahe jahan ...
sukh gya hain aankhon ka pani bhi..
par na ruka dard yahan..
written by : k.d
mujhe le chal sang tere ..
ab jeene ki chahat nhi hai ..
har sapne ne sath chod diya hai mere.
mai kab tak patjhad k sukhe patto sa
jeeta rhunga
jo sadko pe bina manzil k udte phire
mai toot gya hun e gam
mujhe le chal khusiyon se pare ..
mujhe le chal ab sang tere ..
meri maayusi ka pahra na
meri taqdeer ka sath chodta ..
jo maine na chaha kyu khuda
use leke mere peeche daudta(run).
mere nayan tras gye hai
us din ko jab do pal ka ho chain
jab na ho tanhaiyaan
bas sukh k ho rain (nights ) ..
benaqab hogya har chehra yahan
maine bhot samjhaya is dil ko
kada rakhna pahra yahan..
par na isne dhyan rakha
kho baitha us manzar me
jahan se koi na laut k aaska
ab phirta hai aankhein num
na kadmo me jameen hai
na hai sir pe neela aasma..
mai toot gya e jindgi
to le chala chahe jahan ...
sukh gya hain aankhon ka pani bhi..
par na ruka dard yahan..
written by : k.d
No comments:
Post a Comment