Monday, 22 April 2013

Mere labo pe rehne ki

tujhse gujarishh jo ki thi

kabhi dil se suni hoti

vo teh-e dil se ki thi..


tu beparwah iski mujhe khabar hai

beparwah to dariya bhi behta hai

par tadap dariya ki sagar ko milne ki

treef e-kadarr hai


panchi bhi raat hone pe laut aate hai

najane tera ghonsla hai kahan

jaane pta chale kab is baat ka

abhi to dil ko behla fusla lete hai


patjhad me apne hi patte dga de jate hai

ped to phir hara hojayega saawan me

patte jo girenge to vo b kadmo me

or reh reh k mitti me mil jate hai..


behte waqt ke sang cheeje badal jati hai

murjhaye pedo pe patte to

mayoos chehro pe mukurahat laut aati hai


hume to intejaar hai us saawan ka

 sajni tu ek nayi kiren banke niklegi .

tere aashiq honge phir hum

jindgi phir jindgi banke chalegi..




writeen by: kamal deshwal






 

No comments:

Post a Comment

Kya Pta Tha

Kya pta tha tumhare humare Bech ka fasila kuch khagaj k tukde kr jayege... Tum aaj iss kagaj k tukde se Amir ho jaoge aur hum tumhe Kho ...