Saturday 9 June 2012



maine to kuch dil ki baatein likhi thi us inssaan ki traf se       


jise ishq ne mara.....


par duniya ne to mujhe hi samjh liya bechara..


baat bilkul b na samjh aarhi thi ki ho kya ye ho rha...


tabhi mere ek sathi ne btyaa ..ki 


taajmahal pe shahjahan ki jagah likh diya kisi ne naam 


tumhara....


maine dhunda har gali har chobara...


har jagah mai phirta rha mara mara...


vo insaan na mila  jisne ye kaam kiya...


shahjahan  ka banwaya tajmahal mere naam kiya..


bina kiye kuch aashiqo ki list me sabse jyada mujhe badnaam  


kiya..


kahte suna hai ki aashiq banna aasan nahi...


are mujhse poocho aashiq bnne se aasan koi kaam nahi...


muft me milti hai ye saugaat..


kuch panktiyaan likh do aashiqo ki ore se ...

phir dekho bangyi tumhari baat...:p




written by : kamal deshwal













No comments:

Post a Comment

Kya Pta Tha

Kya pta tha tumhare humare Bech ka fasila kuch khagaj k tukde kr jayege... Tum aaj iss kagaj k tukde se Amir ho jaoge aur hum tumhe Kho ...